Showing posts with label Latest Pakistani scandal video. Show all posts
Showing posts with label Latest Pakistani scandal video. Show all posts

Wednesday, 18 February 2015

Annie Pakistani Singer Insulted Pakistani Flag

Annie Pakistani Singer Insulted Pakistani Flag



Pakistani singer Anie jo kay apnay gany mahiya ki wajah say pahchani jati hai. Usay apnay is ganay ki wajah say na sirf Pakistan balky poori dunya main shuhrat mili. Mahiya poori duny main pasand kia giya. Anie kay kai interviews a chukay hain jis main woh Pakistan aky sath apni lazwal muhabbat ka dawa karti hain. Woh kahti hain kay woh aik sachi muhib e watn hain. Laikin yh video jo yhan post ki hai. Isay daikh kay aisa hargiz nahein lagta. Video daikh kar lagta hai kay in kay qol o fail main tazad hai. Yon lagta hai jaisay Pakistan say muhabbat ka dawa inka bilkul booda aur jhoota hai. Jaisay woh bhi in munafiq logon main shamil hain jo kahty kuch aur karty kuch aur hain. Inhon nay is video main Pakistani flag apnay dress per shayad aqeedatan banway hain laikin Pakistan say inki aqeedat hi nirali hai. Inhon Pak jhnady banway to hain laikin apni shirt per nahein dopaty per nahein balkay apnay trousers per woh bhi theek paon ki jagah per. Pakistani jhanday ki itni behurmati karty hovay unhon nay aik bar bhi nahein socha. Woh jhanda jisay log apni jan say zayada qeemti samajhty hain jisay sar say bhi zayad buland kia jata hai us jhanday ko inhon nay apnay paon main rol dia. Wah Anie ji apko to muhib e watan to door Pakistani kahty hovay bhi sharm a rahi hai. 


Sponsored Link

Thursday, 5 February 2015

Live Insult Sexy Anchor Of Pakistan

Live Insult  Sexy Anchor Of Pakistani



Aj kal TV per kuch program aisay bhi chal rahay hain jin main logon say live baat ki jati hai. Koi aik topic lay kar logon ko is peh commints dainay ya apnay kahayalat shair karnay ko kaha jata hai. Amoman aisay program logon main kafi maqbool hoty hain. Aur log live cal karnay aur live baat karnay kay liye buhat josh o khrosh dikhaty hain. In programs kay hit honay kay jitnay chances hoty hain utnay hi risk bhi hoty hain. Keo kay live cal main kuch pata nahein hota kay koi kiya kah jay. Aik shakhs ki koi namaqool baat host ki izat mitti main mila sakti hai. Jaisay is live call main hova. Is show main aik to host nay kapray bhi kuch thek nahein pahnay. Aik muslman larki ko kuch apnay ikhlaqiyat ki parwah karni chahiye. Agr yeh kaha jay kay usnay apni beizati ko aisay kapray pahn kar khud dawat di hai to kuch galt na ho ga. Tv program main aisa libas pahnna wasy hi Pakistan ki qadron ko pamal karna hai. Mairy khayal main is kay sath jo hova thek hova keo kay shayad ise tarha aise larkiyon ko decent aur achay kapry pahnny ki adat ho jay unhain zroorat feel ho kay agr logon say izat karwani hai to phir apna libas aisa pahnna ho ga jis say jism ki numaish na ho. Jis say behayai ka ansar wazeh na ho, Jis say muslmaniyat aur Pakistaniyat ki laj rah jay. Allah say dua hai kay Is show ki host ki is beizati kay baad aqal thikanay aye aur woh is qism kay behoda libas pahnny say guraiz kary. Ameen 



Sponsored Link

Saturday, 31 January 2015

Father Daughter Facebook Chat Gone Bad

Father Daughter Facebook Chat Gone Bad


Internet ki dunya nay hamain kahan ka kahan puhncha dia hai. Aik tarf hum apnay doston say is qadr qreeb ho gay hain kay dooriyon ka ahsas hi khatm ho gia hai. Laikin jahan aik taraf is kay faidy hain dosri tarf buhat say ghalt pahoo bhi hain jin say pahlotahi nahein ki ja sakti. Baz auqat to is kay side effect is had tak barh jaty hain kay insan ko tabahi kay tak puhancha daity hain. Chat to bus un logon say karni chahiye jinhain hum janty hon jo hmary friends, Rishty dar hon laikin buhat dafa hum aisay logon ko apnay doston ki list main shamil kar laity hain jinhain janna to door ki baat hum un kay naam tak say waqif nahein hoty. Aisay hi logon say phir nuqsan uthana parta hai. Hum tahqeeq tak karna gwara nahein krty. Aur ise wajah say kai dafa nadamat aur sharmindagi ka samna karna par jata hai. 
Ise tarha ka aik waqia Is video main ap daikh saktay hai. Is main bap bete dono aik dosray say facebook chat karty hain. Dono hi is bat say bekhabr hain kay wo dono kon hian. Bina tahqeeq kiye dono aik dosray say hot chat karty hain. Phir bap ki parmaish per dono camera on karnay ka faisla karty hain. Dono exitment main fatafat tayari karty hain. Larki khud ko thora aur sexy look daite hai. Laikin jub dono aik dosray kay samny aty hain to dono kay hosh urh jaty hain. Sharmindagi aur nadamat say dono aik dosray say nazar milanay kay qabil nahein rahty. Agy dikhaya jata hai kay larki apnay bap say khofzada aur unsecure feel karti hai. Woh apnay hi ghar main ajnabiyon ki tarha rahty hain. Bap beti dono kay man bharm aik dosray kay samnay toot gaye. Ab shayad woh sari umar aik dosray say sharminda rahain aur nazarain churaty rahain. Internet dono kay liye wabal ban gia.  



Sponsored Link