Thursday 18 December 2014

Junaid Jamshaid Apologizes For His Remarks About Hazrat Aysha R.A

Junaid Jamshaid Apologizes For His Remarks About Hazrat Aysha R.A


Junaid Jamshaid jis sa chand din pahlay Hazrat Aysha RA kay bary main nazaiba ilfaz kahy thay. Un ki shan main gustakhi ki the. Yani wo balsphamy ka murtakib hova tha jis par umat e musalma main shadid gam o gussa paya jata hai. Aur umat e muslma ise gusy aur shdid muzamat nay junaid JAmshaid ko apni galti manny par majboor kar dia.  Ab sawal yeh paida hota hai keh kia Junaid Jamshaid ko is shadid galti ki saza mily gi? Keo kay Blesphemy ki saza to sazay mot hai.
This is the second time after Veena Malik when the case of blasphemy has been filed which was often see against the minorities in Pakistan. The case was filed by the Pakistani Sunni Tehreek party when one of Junaid Jasmed’s video was released last weekend. In this video Junaid Jamshed can be seen insulting one of Prophet Muhammad’s (PBUH) wife. A huge wave of anger was raised against Junaid and people around the world condemned his actions. The former singer and now a Islamic preacher Junaid Jamshed has committed blasphemy by allegedly insulting one of the Prophet Muhammad (PBUH) a days before. A huge wave of anger was raised against Junaid Jamshed and a soon after that police has started and investigation targeting the former singer.



 Molana Tariq Jameel nay bhi is par shadid muzamat ki hai aur kaha hai key isy mujh say ya mare jamaat sa hargiz mansoob na kia jay. Yeh Junaid Jamshaid ka apna fail hai aur is kay wo khud zimadar hain.
On Tuesday, Junaid released a video in which he accepted his mistake and also said that he did not do this intentionally as he is not a Mufti or something. Junaid Jamshed is a former pop singer and he gave up in 2005 and devoted his life to Islam. Under Pakistan blasphemy law if any one accused of insulting or useing harsh words against Islam, the Prophet Muhammad (PBUH) or other religious Islamic figures that person can sentenced to death. Jub se blasphemy law Pakistan main pass hua hai kisi co bhe blasphemy law ke mutabiq sazaye mot nahi de gaye lakin ghaz or ghazab ke shikar logon ne ghustak-e-Rasool ya ghustak-e-mazhab co khud he mar dala hai.

 

Pakistan sunni tahreek nay Junaid Jamshaid kay khilaf darkhwast dair ki the, Ab Sunni tahreek Junaid Jamshaid ki is mafi ko kbool karny s ainkar kar ri hai. Un kay Junaid Jamshaid ghustak Rasool hai us ko girftar kia jay aur qanoon kay mutabik saza di jay. Qk yeh buhat bara juram hai is kay liye sirf zuban say maafi mang lena ya ro kay dikha daina hi kafi nahei. Police nay bhi Junad Jamshaid Kay khilaf karwai ka aghaz kar dia hai.
Sponsored Link

No comments:

Post a Comment