Sunday 21 December 2014

Francis Woman Eat Her Husband

Francis Woman Eat Her Husband 



Paris ( News desk) France main aik 71 saala aurat nay apnay 80 saala shohar
ko masalah kotny wala danda mar mar kar halak kar dia. Tafseelat kay mutabik
in dono main ghrelo mamlat par jhagra hova, Jis ki wajha say bivi shadeed taish
main agia aur us nay apnay shohar ko dandy mar kar halak kar dia. Is par bhi 
iska ghussa thanda na hova aur un nay apnay shohar kay naak, dil aur jinsi aaza 
kaat liye. Phir yahan tak hi nahein is nay bawarchi khany main la ja kar inhain
pakaya bhi. Khawand ko pakany wali is aurat ka taluq mashraqi France say hai
Zarai nay is bazurg shakhs kay katy jany aur pakaye jany ki tasdeek kar di hai.
Aur is bat ka shubha zahir kia ja raha hai ky wo inhain kha bhi gai hai. 
Mulzama ki wakeel Kerolein ka khna hai ky uski zahni halt thek nahein, Aur is 
nay pagal pan ka dora parhnay par yeh rongtay khary karny wala jurm kia hai.
Mulzma ko Jail kay nafsiysti unit main rakha gia hai. Ta kay iski zahni kaifiyat
kay bary main faisla kia ja saky.
Sponsored Link

No comments:

Post a Comment