Sunday 14 December 2014

Latest News RAW Planning Attack On Indian Soil

Latest News RAW Planning Attack On Indian Soil


Pakistan kay halat sub kay samny hain. Pori dunya main Pakistan ka image buhat khrab kar dia gia hai. Is ki bari wajha bharhti hoi dahshat gardi hai. Dunya main jaha kahein koi dahshat gardi ka waqia hota hai ilzam Pakistan par laga dia jata hai, Khas tor par India main jub bhi kuch hota hai to foran Ilzam Pakistan kay sar thop dia jata hai. Jub ky Khufiya maloomat kay mutabik yeh sub kuch India ki khufya agency planning kay taht karwati hai, sirf aur sirf Pakistan pa ilzam lagany aur dunya main Pakistan ka image khrab karny kay liye. 
Ab taza tareen khabar ka mutabik  India ki agency Raw ny buhat ghatya plane aik bar phir tyar kar liya hai. Sirf Pakistan ko badnam karny kay liye Raw ny apny mulk kay hassas mukamat par bomb blast ka mansooba bna liya hai aur iska ilzam Pakistan pa dal dain ga. sirf Pakistan ko badnam karny kay liye wo masoom logo ki zindagiyoo sa khailny ko koi masla ni samjhty. Maloomat ky mutabik Raw nay karay pa log khreed liye hain apny napak mansooby ko amli jama pahnany kay liye, Aur mazeed yeh ky Raw ny mukami media channel ki khidmat bhi hasil kar li hain. 
Allah sa dua hai ky Pakistan ko apni hifz o iman main rakhy aur aisy napak mansooby bnany waly pori dunya ky samny be naqab hon.
Sponsored Link

No comments:

Post a Comment