Thursday 18 December 2014

Allah Miracle A Sheep walk with 2 legs Subhanallah

Allah Miracle A Sheep walk with 2 legs Subhanallah


Allah ki zat buhat bari hai. Wo benyaz hai sub tareefon say. Jahan hamari akal khatam hoti hai wahan Allah ki Kudrat shoro hoti hai. Allah tala is dunya main apnay moajzy dakhaty hain ta kay Allah ki . zat peh yakeen aur pukhta ho jay. Ta key Allah kay ye moajzy dakh kar kafir log bhi soch main parh jain ky aik aise hasti hai jo har cheez par ghalib hai. Aisa hi Allah ki kudrat ka mojza is video main hai. Is main Bkri kay bachy ki do tangain nahein hain lakin Allah ki shaan dakhain key is be aqal janwar ko us nay do tangoon par chalna sikha dia, Usy itni himat aur taqat ata farma di ky apny jism ka bojh do tangoon par utha sakay jis ky liye koi insan soch bhi nahein sakta ky koi chopaya janwar 2 tangoon par chal sakta hai. Subhan Allah,Subhan Allah, Subhan Allah. Yeh manzir daikh kar dil Allah ki wahdaniyat uski kudrat ki gwahi aur bhi shidat say daita hai. Beshak wo Allah Hi hai Jo Har Kam peh kudrat rakhta hai. Video Dakhiye aur Subhan Allah Kahye. 



Miracle Of Allah Goat Walk On Two Legs , Subhan... by VidoezKing Sponsored Link

No comments:

Post a Comment