Tuesday 24 February 2015

Bilawal Bhutto Zardari Facebook Scandal Video Leaked

Bilawal Bhutto Zardari Facebook Scandal Video Leaked


Bilawal Butto Zardari jo kay Pakistan peoples party ka mustaqbil hain aur is hawaly say unhain buhat muhtat rahna chahye. Inhain koi bhi aise aise harkat nahein karni chahiye jis say un ka image awam ki nazron main giry ya unhain sharmindagi ka samana karna pary. Laikin is kay baraks inki yeh video daikh kar pata chalta hai kay hamara upcoming siyasi leader khasa la ubali pan ka shikar hai. Larkiyon kay sath itni bold tasaveer yeh sabit karti hain kay unka carachter kuch khas mazboot nahein hai. Is bary main inka kahna hai kay yeh sub mazi ka hisa ban chuka hai jub kay ab to woh apni party kay kamon main itna masroof hain kay inhain chuti kay din ka bhi tasawar in kay nazdeek nahein raha. Ab woh apni party ko estable karnay main masroof hain aur Pakistan kay liye buhat kuch karnay ka azam rakhty hain. Woh apnay nana aur apni maan ki qurbaniyon ko bilkul nahein bhooly aur in kay naqshay qadm per chal kar Pakistan ko buhranon say nikalna chahty hain. Woh awam kay liye kaam karna chahty hain. Allah kary kay woh PAkistan aur Pakistan ki awam kay liye jitnay pur azam hain unhain haqeeqat karnay main kamyab bhi hon. Aur bap say acha aur mukhlis hukmran sabit ho. 



Sponsored Link

No comments:

Post a Comment